How to Prepare Yummy Chicken Korma

Chicken Korma.

Chicken Korma You can cook Chicken Korma using 19 ingredients and 8 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Chicken Korma

  1. Prepare 1 kg of chicken.
  2. Prepare 1 cup of yogurt.
  3. Prepare 3 tbsp of ginger garlic paste.
  4. Prepare 1 cup of oil.
  5. You need 2 of tez patta.
  6. You need 6 of long.
  7. It's 10 of black pepper.
  8. You need 2 of bari elachi.
  9. Prepare 6 of safeed elachi.
  10. It's 2 of darcheni.
  11. You need 1/2 tsp of jayefal powder.
  12. It's 1/2 tsp of jawetri powder.
  13. Prepare 1/2 tsp of safeed elachi powder.
  14. Prepare 1 tsp of rooh e kewra.
  15. You need 1 tsp of salt.
  16. It's 2 tbsp of red chilli powder.
  17. Prepare 3 tbsp of coriander powder.
  18. You need 3 of onion.
  19. Prepare 1 tsp of kashmiri red chilli powder.

Chicken Korma step by step

  1. Sub sy pehle oil garam kar ke onion brown kar lein aur nekal kar dardara sa pees lein ya hath sy crash kar lein.
  2. Aub jis oil main onion brown kiya tha us main sare sabit garam masale add kar ke 1 min fry krein.
  3. Phir chicken add krein aur 5 min tak fry krein chicken ka colour change ho jaye.
  4. Jab chicken ka colour change ho jaye tu ginger garlic paste add krein aur bhon lein 5 min flem medium rakhein.
  5. Ginger garlic bhone ke baad red chilli powder coriander powder kashmiri lal mirch salt add krein aur thora thora pani dal kar bhon lein khushbo ane lage eye oil Nazareth ane lage tu dahi dal kar mix krein aur slow flame par cover kar ke chicken galne tak pakain.
  6. Jab chicken gal jaye tu ek bar aur bhon lein 5 min ke liye.
  7. Phir brown onion crash kar ke add krein 1/2 cup pani add kar ke cover kar dein 5 min ke liye.
  8. Phir jaifal, jawetri safeed elachi ka powder add krein kewra water add kar dein 2 min dam lagain khushbodar korma ready hai.

Post a Comment for "How to Prepare Yummy Chicken Korma"